yoga day par anmol vachan - yoga day suvichar
Yoga day par anamol vachan har koi apane status me lagata hai aur apne dosto aur privarjano ko bhejata hai, isaliye hamane kuch achchhe suvicharo ko aapke samne pesh kiya hai.
1. Yoga ek tarah se lagbhag sangeet jaisa hai, iska koi ant nahin hai.
2. Aaj vahi hai Sabse Jyada hit, Jo Yog Apna kar Bane Hain fit.
3. Chalo International yoga day manae, pure Vishva Mein Ham Yog karaen.
4. Yoga ka niyamit Abhyas karaen Jivan Ko khushhal aur Swasth banaen.
5. Har Rog ko ab Todna Hai Yog Se Nata jodna Hai.
6. Kaun Karta Hai Rog Se Pyar, yoga apnaye jeevan Mein Laya Hai Bahar
7. Jo Yog Apnaega, vah rogon ko Dur Bhagaega.
8. Nahin Hoti Hai unko Bimari, Jo Yog karne ki karte samajhdari.
9. Yog karo, Banno nirogi.
10. Yoga Apnao, Jindagi Behtar banao.
11. yog ek dharm nahi hai. yah ek vigyaan hai, salamati ka vigyaan, yauvan ka vigyan, shareer, man aur aatma ko ekikrit karane ka vigyaan hai.
12. Rog Usi se Bhage Dur, Jo Apnaye Yog Jarur.
13. Yog Divas Khas banaen, Yog karne ki Aadat banaen.
14. Har din Yog Karen aur karaen, apne Sare Rog Bhagaye.
15. Duniya Ko khushhal Banaye, Chalo Chale Yog apnaye.
16. Duniya ki Baton Ko Chhod Do, Yog karo aur samaj mein Yog ka Bij bo do.
17. Usi Ka Jivan behatar Banega, Jo Har din Yog Karega.
18. Sari Duniya Ne Mana Hai, usse bimariyon Ko bhagana Hai.
19. Jin per hi bimariyon ka Ghera, unke Sath Hain Yug Ka Sahara.
20. Rog Mukt Jeevan Jeene Ki Ho Chahat, Roj Apnaye Yoga karne ki Aadat.
21. Subah Sham ab Kariye Yoga, Nahin nikat aaega Koi Rog.
22. Yoga- Yoga Ka Nara Hai, Bhavishya ab Hamara Hai
23. Janmdin ka bus Yahi hi Nara, Rog Mukt Ho Jivan Hamara.
24. sabhi bimariyon ka upachar yoga and svasth jeevan shailee me nihit hai.
25. jan jan ne yah thana hai, sabko yoga karvana hai.
Thanks dear
ReplyDeleteNice writing
ReplyDeleteToday all News Follow this site
ReplyDelete